|
Posted on January 5, 2013 at 7:50 AM
|
|
Yeh kaamiyabiaan, izzat yeh naam aap(maa) se hai
Khuda ne jo bhi diya hai maqam aap(maa) se hai
aapk(maa) k dam se hain mere lahoo mai khilte gulaab
Mere wujood ka saara nizam aap(maa) se hai Jahan jahan hai meri dushmani wajah mai hoon
Jahan jahan hai mera ahteraam aap(maa) se hai.............[zak]
Oops!
Oops, you forgot something.